-->

Sunday, August 29, 2010

Aye khuda mujhko bataa

Posted by Sharath
Aye khuda mujhko bataa...


Aye khuda mujhko bataa tu rehta kahan, kya tera pataa
Hum to yahan pe musafir 
hain, jo doondhe apni manzil ka pataa

Yaada teri yaada aati hai, jaan meri jaan jaati hai
Tanhaion
mein rehta hoon, khud se hi aksar ye kehta hoon
Kyun tune dil toda, kyun tune
yun choda
Kyun tera abh bhi rahe dil ko intezaar
Kyun chali aati hai, kyun
tadpaati hai
Kyun hoon abh bhi main yun bekaraar
Aye khuda mujhko bataa tu..



Hats-off to lyricist 

0 comments:

Post a Comment